Islamic Sms & Shairi
| Viewing sms : | |
| Category: | Islamic Poetry |
| Date Added: | 23/12/2010 |
| Views: | 882 |
| Islamic Sms or Shairi: | hum hain ali wale allah aur nabi wale quran humari asas hidayat panay wale nabi ka hai ferman ali aur quran rahain tumhare pass honge jannat wale ali hai maula humara hai ye aqida humara bina hirs o hawas hain din k rak wale hassan jesa saleh hussain jesa fateh beta jesa abass kirdar nabi wale zahra jesi umme-banee zenab jesi umme-hazee behno rakna rida pass na ho aysi to ho laee hain fakhir ali wale RAZA hain ali wale ba sad hosh o hawaas hain sub ali wale |
|
| |
More Islamic Poetry:
Welcome to Shia Online Community
Website Stats
User online : 238
Allah nay tumhari beemari ko tumharay gunahoan k door kernay ka zariya bana diya hai k khud beemari main koi ajr nahi hai lekin buraiyoan ko mita daiti hai or is tarah jhaar deti hai jese darakht say pattay jhartay hain. Ajr o sawab zuban say kuchh kehnay or haath paaon say kuchh kernay main hasil hota hai or Parwardigar apnay jin bandoan ko chahta hai un ki niyat ki sadaqat or baatin ki paakeezgi ki bina per daakhil e jannat ker daita hai.
Mola Ali (a.s) Ibn e Abu Talib (a.s)!.






