post:

Islamic Sms & Shairi

Viewing sms :

Category:Tabara
Date Added:17/05/2010
Rating:3 stars     
Views:1189
 
Islamic Sms or Shairi:
mola pa drud aur yazeedo pa tabara, bachpan me hi baccho ko sikha deti hai mae. aashoor ko pani na giza deti hai mae.
 
 Add to del.icio.us    Digg this    Reddit



More Tabara:
Welcome to Shia Online Community
Remember me

Forgotten Password?

Not registered yet? It's free, quick & easy to do so here

 

Website Stats

User online : 225

Shaam ki taraf jatay huay Mola Ali (a.s) Ibn e Abu Talib (a.s) ka guzar anbaar k zameen daroan k paas say hua toe wo loag sawariyoan say utar aaey or ap k agay doarnay lagay. Mola Ali (a.s) Ibn e Abu Talib (a.s) nay puchha k ye tum nay kia tareeqa ikhteyaar kiya hai? logoan nay arz ki huzoor yeh hamara aik adab hai jis say hum shakhsiyatoan ka ehteram kertay hain. Mola Ali (a.s) Ibn e Abu Talib (a.s) nay jawab diya: "Khuda gawah hai is say hukkaam ko koi fa'ida nahi hota hai or tum apnay nafs ko duniya main zehmat main daaltay ho or akhirat main badbakhti ka shikaar ho jaogay or kis qadar khasaaray ka baa'is hai wo mushaqqat jis k peechhay azaab ho or kis qadar fa'ida mand hai wo rahat jis k saath jahannum say amaan ho." Urdu Translation: Allama Syed Zeeshan Haider Jawwadi (Saying # 37, Page # 641, Volume # 1).