Islamic Sms & Shairi
| Viewing sms : | |
| Category: | Islamic Quotes |
| Date Added: | 15/01/2010 |
| Views: | 814 |
| Islamic Sms or Shairi: | Surah Ahzab ayat 33 - Aye aurt to tum apne gharon main thehri raha karo,zamana-e-jahiliyat ki tarah Be parda mat phiro aur namaz kayam karo. |
|
| |
More Islamic Quotes:
Welcome to Shia Online Community
Website Stats
User online : 215
Shaam ki taraf jatay huay Mola Ali (a.s) Ibn e Abu Talib (a.s) ka guzar anbaar k zameen daroan k paas say hua toe wo loag sawariyoan say utar aaey or ap k agay doarnay lagay.
Mola Ali (a.s) Ibn e Abu Talib (a.s) nay puchha k ye tum nay kia tareeqa ikhteyaar kiya hai? logoan nay arz ki huzoor yeh hamara aik adab hai jis say hum shakhsiyatoan ka ehteram kertay hain. Mola Ali (a.s) Ibn e Abu Talib (a.s) nay jawab diya:
"Khuda gawah hai is say hukkaam ko koi fa'ida nahi hota hai or tum apnay nafs ko duniya main zehmat main daaltay ho or akhirat main badbakhti ka shikaar ho jaogay or kis qadar khasaaray ka baa'is hai wo mushaqqat jis k peechhay azaab ho or kis qadar fa'ida mand hai wo rahat jis k saath jahannum say amaan ho."
Urdu Translation: Allama Syed Zeeshan Haider Jawwadi (Saying # 37, Page # 641, Volume # 1).






